Har Pal Roshni ke liye tarasta ye dil,
Pane ki chah me chal raha ye dil;
Dard ke saye me sanse bhar rahi,
Dhadkano ka paigam jane na koi;
Aaj fir us aahat ko dhundh rahi,
Par dur tak subah ka suraj nahi;
Udas hone lagi hai wo shama,
Usko jalne ki ab tamanna nahi;
Khushiya ban gai hai anjaan,
Dil bol raha bas aansuo ki zuban!!
~KrupA
Pane ki chah me chal raha ye dil;
Dard ke saye me sanse bhar rahi,
Dhadkano ka paigam jane na koi;
Aaj fir us aahat ko dhundh rahi,
Par dur tak subah ka suraj nahi;
Udas hone lagi hai wo shama,
Usko jalne ki ab tamanna nahi;
Khushiya ban gai hai anjaan,
Dil bol raha bas aansuo ki zuban!!
~KrupA
1 comment:
Nice poem. You really got me thinking.
And btw, I could see the image in my RSS reader now :)!
Post a Comment